Tuesday, 5 November 2013

Jane kasa rukh h jindagi ka...



Socha nahi tha kabhi,, 
hua kya h ye abhi....
Gum raha hu yaha vaha.... 
Rah ka nahi h pata.....
Jane kasa rukh h jindagi ka... 
Jane kesa dour h ye jindagi ka....

Kaha jau kis mood mudu.... 
Raah konsi ab me chunu.......
Kya hua h ye,kasi pahali h ye jindagi.
Chahti h kya samjana muje aaj ye jindagi....
ulgan se gira h ye man .... 
Gabra raha h ye dil har pal.....
Jane kasa rukh h jindagi ka... 
Jane kesa dour h ye jindagi ka....
.
Thami h aakhe bas un raaho par meri abhi,,,
dekha tha tumhe aakhiri baari jaha kabhi.....
Sune se is jaha me khada u tanha aaj me,,, 
dundh raha hu tera akas har patte har zarre me.....
Jane kasa rukh h jindagi ka... 
Jane kesa dour h ye jindagi ka....

No comments:

Post a Comment